. . . . . Hypocrisy Thy Name is . . . . . منافقت . . . . .

آئین جواں مرداں حق گوئی و بے باکی..اللہ کے بندوں کو آتی نہیں روباہی...Humanity is declining by the day because an invisible termite, Hypocrisy منافقت eats away human values instilled in human brain by the Creator. I dedicate my blog to reveal ugly faces of this monster and will try to find ways to guard against it. My blog will be objective and impersonal. Commentors are requested to keep sanctity of my promise.

Sunday, November 13, 2005

مختاراں مائی کا دورہء امریکہ

8 Comments:

  • At 9:39 am, Anonymous Anonymous said…

    مجھے آپ کی یہ تحریر پڑھ کر افسوس ہوا ہے۔

     
  • At 4:23 pm, Blogger افتخار اجمل بھوپال said…

    زکریا بیٹے
    یہ تحریر میری نہیں ہے میں نے تو صرف پڑھنے کی طرف اشارہ کیا وہ بھی اس لئے کہ جو مختاراں مائی ایک عظیم مقصد لے کر اٹھی تھی وہ گلیمر کا شکار ہو گئی اور اسے یاد نہ رہا کہ پہلے وہ کیا کہتی رہی ہے ۔ سچ ہے کہ پیسہ اور شہرت انسان کو لے ڈوبتے ہے ۔

     
  • At 9:04 am, Blogger MH said…

    paisay bari cheez hai. laikin aap jaisay log mukhtaran per tanqeed kertay huay ye kyoon bhool jatay hain kay mukhtaran ko jo ruqoom milee theen unhon ne un ke saath kya kiya? aur shuhrat ka wo achar dalain gi? kam-az-kam pakistan mein shuhrat se zyada un ki badnami ho rahi hai, aap aur nawa-i-waqt ke columnist irfan siddiqui jaisay logon ki waja se. aur is column main aadad-o-shumar ke sath jo khail khaila gaya hai us ki bhee main aap ke liye tashreeh ker doon: 2004 main america main 94,635 forcible rapes ki police ko ittila ki gaee, laikin irfan siddiqui sahab ye likhna bhool gaye ke usi sal main 26,173 log is jurm main pakray bhee gaye. (source: FBI's Uniform Crime Reports--http://www.fbi.gov/ucr/cius_04/offenses_reported/violent_crime/forcible_rape.html). jiska matlab hai taqreeban 27.7 cases main log pakray gaey. ab pakistan se mawazna kerain: 2004 ke pehlay nau maheenon mein pakistan main 320 rapes aur 350 gang rapes ki reports darj hueen. isi arsay main kitnay log pakray gaey? sirf 39. yani 5.8 percent. (http://news.bbc.co.uk/2/hi/south_asia/4629457.stm). sawal ye naheen kay rapes kahan zyada hotay hain, sawal ye hai kay aurton ko insaf milnay ki ummeed kahan zyada hai: aise mulk main jahan aik aurat ka moon band kernay kay liyay usay nazarband ker diya jata hai aur us ki aamad-o-raft per pabandiyan lagai jati hain? mera khayal hai naheen.

     
  • At 12:46 pm, Blogger افتخار اجمل بھوپال said…

    ایم ایچ صاحب
    میں نے آپ کا تبصرہ غور سے پڑھا ہے اور محسوس کیا ہے کہ آپ کے خیالات وہی ہیں جو میرے ہیں ۔ اس کے ثبوت کے لئے آپ میرے اس بلاگ میں 29 جون ۔ 7 ستمبر اور 24 ستمبر کی اور میرے دوسرے بلاگ
    http://iftikharajmal.blogspot.com/
    پر 24 مئی ۔ 27 جون ۔ یکم ستمبر ۔ 8 ستمبر اور 12 ستمبر کی تحاریر پڑھیئے

     
  • At 10:02 pm, Blogger MH said…

    aap ki posts se yehi zahir hota hai kay aap ko in khawateen se hamdardi hai aur aap ko is ka poora ehsas hai kay in kay saath kitni buhat zyadti hui hai. main ne aap ke is jazbay ke khuloos per bilkul shubah naheen kiya.

    aap ke aur mere khayalat mein farq ye hai ke aik taraf to aap khud tasleem kertay hain ke pakistan mein mukhtaran (aur sonia) ko insaf milne mein bayshumar rukawatein khari hain, aur doosri taraf us per ye ilzam lagatay hain ke us ka america jana aur wahan press conferences waghaira kerna is bat ka suboot hai ke us ka maqsad ab apne liyay insaf hasil kerna naheen balkay pakistan aur pakistaniyon per keecher uchhalna hai aur apna naam ooncha kerna hai. jab koi ye kehta hai ke mukhtaran NGOs ke hathon mein khilona ban gaee hai to is ka ye matlab hai ke wo mukhtaran ko is qabil naheen samajhta ke wo apni aqal istamal ker sakay. meri aur aap ki raey ka farq sab se wazayh isi masalay per hai: aap aur chand aur bloggers is tarha is case ke baray mein guftugoo kertay hain jaisay mukhtaran koi chhoti bacchi hai aur us ki rehnumai aur asmat ki hifazat sirf us ke "apne pakistani bhai" hi ker saktay hain. CLEARLY THAT'S NOT THE CASE!!! main jab is qism ki posts perhti hoon to mujhay lagta hai ke mukhtaran ke baray mein is tarha ke khayalat ka izhar hamaray muashray kay aurton kay baray main kya khayalat hain is ki nishandahi kerta hai: ham se ye bardasht hi naheen hota kay aik aurat khudmukhtari se apnay liyay insaf ki jaddojahad keray. ham chahtay hain kay wo ghar baith rahay aur pakistani mardon ko is maslay ka hal talash kernay day. aurat ko khud is tarha maidan main utarnay ki zaroorat naheen hai.

    is column main aik jaga likha gaya hai ke "kam-o-besh 60 fee sad amriki aurtain mukhtaran mai jaisi roshan-khayal naheen aur wo amrika jaise taraqqee-yafta mulk ki taleem-yafta khawateen hotay huay bhee apne daman per lagay dagh ki tashheer se sharmati hain." apparently columnist ka nazarya ye hai kay agar kisi aurat se zabardasti zina kiya jaey to us ke daman per dagh lag jata hai aur ye bhee ke usay is wajah se sharam aani chahiyay--ye raey kis taraf ishara kerti hai? ke hum aurat ko us ke sath ki gaee zyadti ke liyay kam-az-kam kisi had tak to moorad-e-ilzam thehratay hain, warna sharam kyoon aani chahiyay?

     
  • At 1:37 am, Anonymous Anonymous said…

    sir I agree with the author, even though Mukhtar Mai is standing up for a good cause but in States she can never receive help coz the nation who cannot control rapes (according to a survey every 3 min a rape is done) & where such illegal things are done b4 marriage, how can they benefit Mukhtar Mai?

     
  • At 9:53 am, Blogger افتخار اجمل بھوپال said…

    ایم ایچ صاحب
    میرا چھوٹا بھائی جو کہ راولپنڈی میڈیکل کالج میں سرجری کا پروفیسر ہے کہا کرتا ہے کہ کسی غلط فہمی کی کو دور کرنے کی کوشش غلط فہمی کو اور بڑھا دیتی ہے ۔ اسی لئے میں ایسی کوشش نہیں کرنا چاہتا ۔ آپ کا گلہ بجا مگر تھوڑا سا اگر آپ میری جگہ لے کر سوچئے تو آپ کو احساس ہو گا کہ میں نے کوئی غلطی نہیں کی ۔ پہلی بات تو یہ ہے کہ متذکرہ مضمون میں نے لکھا نہیں صرف پڑھنے کی طرف توجوہ دلائی اور وہ اس لئے کہ مختاراں مائی جس کو میں موجودہ معاشرہ کے خلاف ایک مجاہدہ قرار دیتا ہوں کہیں غلط لوگوں کے ہتھے چڑھ کر اپنا بلند نیک نام اور حیثیت بطور اعلی پاکستانی مسلم نہ کھو بیٹھے کیونکہ مغرب کی ہوائیں کبھی بھی مشرق والوں کو راس نہیں آئیں ۔ آپ نہیں جانتے کہ میں نے بالکل شروع میں مختاراں مائی کے حق میں کتنے اخباروں ۔ اواروں اور با اثر لوگوں کو خط لکھے جن میں ان سے کیس کو ابھارنے کی درخواست کی ۔ میرے بلاگ پر تو ان کا پاسکو بھی نہیں ہے ۔
    رہی بات خواتین کے حقوق کی تو اس کے حق میں پچھلے بیس برس سے نہ صرف لکھ رہا ہوں بلکہ عملی طور سے بھی جو کچھ مجھ سے ہو سکتا ہے کرتا آ رہا ہوں لیکن گمنام رہ کر کیونکہ اسی میں اصل مزہ ہے ۔

     
  • At 11:01 am, Blogger افتخار اجمل بھوپال said…

    کومکساں صاحب
    آپ کا خیال ٹھیک ہے ۔ یہی خدشہ اس حوالہ کا باعث بنا ۔

     

Post a Comment

<< Home